letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de yaad hai mujhe - sampada verma

Loading...

anjana safar hai
kisi bhi baat ka na darr hai
har pal se main puchun yeh
kya yeh akhri pal hai

kya sach hai kya hai dhuan
sb dhundla sa hai yahan
akhon ke samne

tune kano mein jo baatein thi kahin
yaad hai mujhe
tune baaton mein jo baatein thi kahin
yaad hai mujhe
jo kho rha hai iss pal yahin kahin
mere samne
teri nazron ne baatein ki
yaad hai mujhe

anjana safar hai
kisi bhi baat ka na darr hai
kya din kya raat yahan
bas kl ki fikar hai

kya sach hai kya hai dhuan
sb dhundla sa hai yahan
akhon ke samne
tune kano mein jo baatein thi kahin
yaad hai mujhe
tune baaton mein jo baatein thi kahin
yaad hai mujhe
jo kho rha hai iss pal yahin kahin
mere samne
teri nazron ne baatein ki
yaad hai mujhe

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...