letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de jeene mai aye maza - zee music company

Loading...

tarazu ke bas do thaal hain
ek ore hum dooje mein khwaab hain
zindagi yeh pareshaan hai
ganimat hai tu hai yahan
jeene mein aaye maza

khareeda nahi jaata khwaab hai
kiraya bhi aisa lajawab hai
zindagi yeh pareshaan hai
ganimat hai tu hai yahan
jeene mein aaye maza

tu jo mila jaaga khwaab hai
khoyi huyi meri kitaab hai
muskaya sa aadaab hai
jeene mein aaye maza

sustaye mausam aabaad hain
hawaon ke rukh humse naaraaz hain
zindagi yeh pareshaan hai
ganimat hai tu hai yahan
jeene mein aaye maza

tu jo mila chhida saaz hai
khamoshi ko mili aawaaz hai
behti hawa sa ehsaas hai
jeene mein aaye maza

bigda hua hisaab hai
thoda nafa thoda nuksaan hai
zindagi yeh pareshaan hai
ganimat hai tu hai yahan
jeene mein aaye maza

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...