letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de kho gaya - zaeden

Loading...

kuch hi din se hu
main bhi ginta din yaha
jaise koi dhoonde bewajah
jeene ki wajah

milne hain aayi mujhse woh raatein
mujhse woh yaadein baar baar
kyun door hain tu
fir bhi yahin hain
karta hu intezaar

jaane yeh kya ho g-ya
mein kyun tanha ho g-ya
teri yaadon mein mein kyun
jaane kyun main kho g-ya

jaane yeh kya ho g-ya
jaane do jo bhi hua
socha karta hu mein kyun
jaane kyun mein kho g-ya

kaise ab kahu tumse
jo na keh saka
mujhko koi samjhe na tu bata
tu kya le g-ya
milne hain aayi mujhse woh raatein
mujhse woh yaadein baar baar
thoda sahi tu
thoda galat mein
aao na ek baar

jaane yeh kya ho g-ya
mein kyun tanha ho g-ya
teri yaadon mein mein kyun
jaanе kyun main kho g-ya

yashraj rap:
jaane kyun mein kho g-ya hu
tujhko milkar
ankho mein thi baatеin
par yeh hot mere silkar
chup khatam toh hua tha
mile na hum saalon mein
par jab bhi khoye yaadon mein
tu dhoond lena gaano mein sacch khair
beetege saal aur khadha main stage par
bhai saare kare rage aur
nazare padti logo ke beech mein
waha pe khadi akeli tu bheed mein
sochu ki sapna hai ya naseeb hain
dil pe jo rehta
woh aankhon pe na hai yakeen
par khud ko puchta rehta repeat pe
jaane yeh kya ho g-ya
main kyun tanha ho g-ya
teri yadon mein mein kyun
jaane kyun main kho g-ya

jaane yeh kya ho g-ya
jaane do jo bhi hua
socha karta hu mein kyun
jaane kyun mein kho g-ya

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...