letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de khayalon mein - yor yugh verma

Loading...

main reh sakta nahi
tere bin
keh sakta nahi
main har wo lafz
reh sakta nahi
tere bin
seh sakta nahi

ye dooriyo ka
gamm…
humm…
hai door kyon
gumm…
khayalo mein rahun main tere

khud se bhi zyada tujhse
mujhse bhi zyada tujhse
tujhse bhi zyada tujhse
ishq hai sanam

khud se bhi zyada tujhse
mujhse bhi zyada tujhse
tujhse bhi zyada tujhe
chahun chahatein na
kam…
humm…
hai door kyon
gumm…
khayalo mein rahun main tere
tera aashiyaana aur teri panha mein
din guzaare jo tere saath
main to kabhi kuch bhool paaya na
kya tune mujhko bhoola diya

na koi sawal na koi shikve gile
bas saath tere chalta rahun

khud se bhi zyada tujhse
mujhse bhi zyada tujhse
tujhse bhi zyada tujhse
ishq hai sanam

khud se bhi zyada tujhse
mujhse bhi zyada tujhse
tujhse bhi zyada tujhe
chahun chahatein na
kam… (na chahatein yeh kam)
humm…
hai door kyon
gumm…
khayalo mein rahun main tere

ye dooriyo ka
gamm…
humm…
hai door kyon
gumm… (gumm…)
khayalo mein rahun main tere

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...