letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de na jo - xponent b

Loading...

verse 1
jaha hui shuruaat wahi sab hai khatam
tera dil mera dil, kaise juda bandhan?
tujhe bin dekhe koi raat nahi
hairaan hui har shaam, aur hum
un taaroin mein jo dhundhe sapne dhundhle saare aaj hain
un pakke vaadoin me na jaane uljha har alfaz hai

bhaagu in haalatoin se ab
chubhti kadwi baatoin se ab
pehlu mein kya rakhu gham
ye dard na kamm ho raatoin me ab
haan tadpaana mujhko lagta tujhko rutbedaar hai
kaise khoya khudko maine dhundha jabse pyaar hai !

chorus
khoya rahu aankhein bheegi teri yaadoin mein
na jo mera kaise maangu main duaaon mein
iklauta sa tu khaas mera pyaar hai
kaise ho yakeen jhutha sa tu ehsaas hai

khoya rahu aankhein bheegi teri yaadoin mein
na jo mera kaise maangu main duaaon mein
iklauta sa tu khaas mera pyaar hai
kaise ho yakeen jhutha sa tu ehsaas hai !!

verse 2
samjha nahi tujhe samjha nahi
vo nazdeeki aur khushiyan teri
maine pyaar ko tere paana tha
pr paa baitha main gham se bhari
ye zindagi bhar ka sath hai
jo na paaya na aukaat hai
meri hadd se zyada zidd thi badi
haan maana dil naadaan hai

main dhundhu ab alfazoin mein
in bheegi si nigaahoin mein
tum fir se kya rakhoge kadam mere dil ke in darwaazoin pe?
main itna toh na qaabil ke tum bharlo mujhko baahoin me
aa jana jab maanoge, haan khoya hai hazaaron mein

chorus
khoya rahu aankhein bheegi teri yaadoin mein
na jo mera kaise maangu main duaaon mein
iklauta sa tu khaas mera pyaar hai
kaise ho yakeen jhutha sa tu ehsaas hai

khoya rahu aankhein bheegi teri yaadoin mein
na jo mera kaise maangu main duaaon mein
iklauta sa tu khaas mera pyaar hai
kaise ho yakeen jhutha sa tu ehsaas hai

khoya rahu aankhein bheegi teri yaadoin mein
na jo mera kaise maangu main duaaon mein
iklauta sa tu khaas mera pyaar hai
kaise ho yakeen jhutha sa tu ehsaas hai !!

outro
khoya rahu aankhein bheegi teri
na jo mera kaise maangu main
iklauta sa tu khaas mera
kaise ho yakeen jhutha sa tu ehsaas hai !!

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...