letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de shehzadi - wykax

Loading...

sun meri shehzaadi
main hoon tera shehzada
baahon mein leke tujhe
main karta hoon vaada

sun meri shehzaadi
main hoon tera shehzada
baahon mein leke tujhe
main karta hoon vaada

aye jan-e-tamanna meri
main khake kasam teri
yeh karta hoon ikaraar
marr bhi g-ya toh main tujhe
karta rahunga pyar
saaton janam mein tere
saath rahunga yaar

ehsaas nahi tujhko
main pyar karu kitna
kar dungi tujhe paagal
chahungi sanam itana

ehsaas nahi tujhko
main pyar karu kitna
kar dungi tujhe paagal
chahungi sanam itana

daaman na kabhi chhute
tode na kabhi tuute
jo rishta jude ek baar

saaton janam mein tere
saath rahunga yaar
marr bhi g-ya toh main tujhe
karta rahunga pyar

saaton janam mein tere
saath rahunga yaar
marr bhi g-ya toh main tujhe
karta rahunga pyar

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...