letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de besabriyaan - wykax

Loading...

raaste bhaage
paanv se aage
zindagi se chal
kuch aur bhi maange

kyun sochna hai jaana kahaan
jaaye wahin le jaaye jahaan
kyun sochna hai jaana kahaan
jaaye wahin le jaaye jahaan

kadmon pe tere baadal jhukenge
jab tak tujhe ehsaas hai
jaageer teri
tera khajana
ye tishnagi hai
ye pyaas hai

kyun rokna ab ye kaarvan
jaaye wahin le jaaye jahaan

kya ye ujaale
kya ye andhere
dono se aage hai manzar tere
kyun roshni tu baahar talaashe
teri mashaale hain ander tere..

kyun sochna hai jaana kahaan
jaayе wahin le jaaye jahaan
kyun sochna hai jaana kahaan
jaaye wahin lе jaaye jahaan
kyun sochna hai jaana kahaan
jaaye wahin le jaaye jahaan
kyun sochna hai jaana kahaan
jaaye wahin le jaaye jahaan

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...