letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de zinda - vishal dadlani

Loading...

dil ke bhanwar mein hai dooba
mera safina, haan safina
ho duayein maine rab se ki
thaame mujhko yoon hi rehna
yoon hi rehna, rehna..

zinda hoon main tujhmein
tujhmein rahunga zinda
tod ke sab zanjeerein
main azad parinda

khaak se bana hoon main
khaak hi ban jaunga
seene mein leke aag main
waqt se lad jaunga

khaak se bana hoon main
khaak hi ban jaunga
seene mein leke aag main
waqt se lad jaunga

yeh sher boodha zaroor ho g-ya hai
lekin shikar karna nahi bhoola

zinda hoon main tujhmein
tujhmein rahunga zinda
tod ke sab zanjeerein
main azad parinda

zinda hoon main tujhmein
tujhmein rahunga zinda
tod ke sab zanjeerein
main azad parinda

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...