letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de ghar ka bada beta ep 19 - vichitra

Loading...

haan ghar se nikla kandho pe mere bhot bhoj sawar hai..
haan mere liye meri jeet khushi parivaar hai..
baki befikar hai londa karta kadar na hai..
par dar hai lgta ban na jau shikaar is andhkar me…

haan ghar ka bada beta dikhna sabko damdaar hai…
haan sabki ummidon me khada hona mumkin na hai..
haan sab kuch perfect mai koi sharma jii ka ldka na hai…
haan ban na parta khud ka sathi jab tum hi sahara…

haan mera kholta khoon aur ander hai ek jalti jwala..
mai sabko rakh karta jo bhi mere paas arha..
hn sab ke liye andere ke baad mai ujala..
hai itna pressure zhele kese koi samaz parha..

ab samaz aarha sabko q mai rukha rootha rehta..
haan ghr ka bada beta zarruri na ho vo cheetah..
toh smzo baat ko smzo jazbat ko..
itni hawa mat do ki bujh jaye diya raat ko

aafreen raatein
behetareen baatein
aachanak se hadsee
sab ban gyi yaadein..
sunsaan raahein
bujh dip g-ya hai
dhunde wajahee
kuch na bacha hai…
sab dhundla hai..
kuch khoo g-ya ha..
zalim zamane ne
ghot di hai saasein..

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...