letra de yaadan - verse (india)
socha jo maine tha , woh na paya
hatho main tha jo woh, maine gavaya
galtiyon pe galtiyan , thi galti meri dil diya
dil mera tha yeh nazuk , tune dil ko zehar de diya
aankhon main aansu leke chalta hu main
sath teri parchaiyaan
aiyaan aiyaan yaadan teri aiyaan…!
aiyaan aiyaan yaadan teri aiyaan…!
aiyaan aiyaan yaadan teri aiyaan…!
aiyaan aiyaan yaadan teri aiyaan…!
rap :-
mushkil hai har pal , mushkil jazbaat
mushkil hai jeena ab toh, mushkil hai har baat
mushkil yeh raatein , yeh raatein mujhko kaatey
phool chubhney lage jaise kaantey
teri khushboo ab bhi mere paas main
tu hai basi meri har saans main
tu zinda hai mere har dil k koney main
yeh dil k rishtay na toot-tay door honay se
sagar kinaray pe rota raha , fir socha ab kya hoga ronay se
tune kaha tha is dil ko samajhti hai
kya tujhko pata hai kitna dard hota khone se?
shayad tujhko pata ho , tune bhi woh khoya hai
zada nahi thoda dil tera bhi roya hai
paya woh maine jo maine na paana that
khushi k sath gham bhi toh aana tha
maine udhaar pay li thi yeh zindagi
sath nibhana toh tera bahana tha…!
aiyaan aiyaan yaadan teri aiyaan…!
aiyaan aiyaan yaadan teri aiyaan…!
aiyaan aiyaan yaadan teri aiyaan…!
aiyaan aiyaan yaadan teri aiyaan…!
letras aleatórias
- letra de location unknown (feat. georgia) - honne
- letra de nice car - sol seppy
- letra de nanorap - pigsquealer
- letra de champion (overcome) - jay felicite
- letra de running around - master chef toast
- letra de dear love - farro
- letra de diary of a broken heart - lamont (us)
- letra de fell in love - carti bankx
- letra de reste avec nous - assassam
- letra de инстаграм - пикчи!