letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de yahan - vasu raina

Loading...

kitni latife hai yaha par
phir bhi kitni taklife hain yaha par
kitni khamoshiyan hain
kitni khwahishein dabi dabi si
yaha par

teri baatein
teri yaadien bhi hai
tere zakhm
tere marham bhi hai
meri baatein meri yaadein
sab kuch mera bhi toh hai waha
waha

tu hi  aana
mujhe sulana
nindiya kaha aati hai
tere bina
tere siva
mera kon hai
yahan

jana tha toh kaha kuch kyu nahi
jana tha toh aya tu kyu kabhi
mana wo mohabbat hai
par hum bhi the chalo kam hi sahi
sahi
yaha bethe yaad kar raha hu
khayalo me yuhi dhundta hu
shayad hum wahi thehre
shayad kuch badla hi nahi
nahi
toh tu hi aana
mujhe sulana
nindiya kaha aati hai
tere bina
tere siva
mera kon hai
yahan.

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...