letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de in hawaon mein - vaibhav rawat

Loading...

dhal rahi hai shaame
or badal rahi fizayein
badal raha hai mausam
aur badal rahi hawayein

kho g-ye hai hum kaha
gum si ha vo rahe
ya os ki bunde or nam si hawayein

kho g-ya hu main in hawaon main
gum g-ya hun ma in ghatao main

sune se yeh raste
or sunni hai ya bahein
palko ko chumti ya
sard si hawayein dheere dheere

kho g-ya hu main in hawaon main
gum g-ya hun ma in ghatao main

dil ya thehra hua hai
mann be parwah hua hai
khushi ke pal dhoondta phir raha hu maa…
in suni si rahon maa

kho g-ya hu main in hawaon main
kho g-ya hu main in hawaon main

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...