letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de obvious - umair

Loading...

[chorus]
it’s obvious
main teray hi jaal main phasa
baytabiyan
is tootay way dil ki na jaga
sun zara
teri har ada pay main fida
sun zara
it’s obvious
main teray hi jaal main phasa
baytabiyan
tootay way dil ki na jaga
sun zara
iski dhadakney ki waja
tu hai na

[verse 1]
chaand bhi badal kay anchal main chupa raha
main haal ye behka sa usko sunata g-ya
hasa wo mujhi pay aur nuqs wo nikaaley g-ya
wo samaj na saka main suanye g-ya

[chorus]
bola kay wo
it’s obvious main teray hi jaal main phasa
baytabiyan tootay way dil ki na jaga
sun zara teri har ada pay main fida
sun zara
[post-chorus]
han, han
sunzara
han han
sunzara

[verse 2]
ansoun ko tum akay mitana
ahsanon ko tum na jatanaa
jakay kisko lagun main galey ab
soona soona lagey ye zamana

[chorus]
bola kay wo
it’s obvious main teray hi jaal main phasa
baytabiyan tootay way dil ki na jaga
sun zara teri har ada pay main fida
sun zara

[post-chorus]
it’s obvious
yeah, yeah, yeah, yeah
betaabiyan
no, no, no no
no, no, no
[outro]
teri chaiye ni raaye
tu banda sataye
teri nazrain hain qaatil
poori mehfil ye gaaye
teri chaiye ni raaye
tu banda sataye
teri nazrain hain qaatil
poori mehfil ye gaaye

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...