letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de soon saan - udbhav

Loading...

ghar
jaane ko na tarsu
main to befikar hoon
main to befikar hoon

swarn jagat iss karm mutaabik
jeevan sang main chalta hai
kehte usko vanvaasi
apne mitron mein se pehla hai
hai soochit phir bhi behra hai
hai doosh-t phir bhi behta hai
har ghati ghati ko jeeta hai
kuch galat sahi na kehta hai
ek palak nahi jhapkaata
jab vah usse milne aate hain
vah halak ko jal se trypt karein
yah pooche, vah batlaate hain
iss van mein jo kuch ghat ta hai
vah sab unki anukampa hai
vah hain jo tujhmein basta hai
vah hi hain jo tu bakta hai
kehte unki iss bhaasha mein
yah satya kahan se aa baitha
yah kaun bol banwaaye hain
jo khabar mein inki na rehta
iss samajh ka jisne kavach liya
kuch adhik jo isne farak kiya
jab galat sahi ko parakh liya
iss chhavi ko jisne badal diya
vo
soon
saan
manas
gandh
soon
saan
manas
gandh
soon
saan
manas
gandh
soon
saan
manas
gandh
soon
saan
manas
gandh
soon
saan
manas
gandh
soon
saan
manas
soon
saan
manas
manas
soon
saan
manas
gandh
soon
saan
manas
gandh
soon
saan
manas
gandh
soon
saan
manas
gandh
soon
saan
manas
gandh
soon
saan
manas
soon
saan
manas
gandh
soon
saan
manas
gandh
i smell a human in here
i smell a human in here
i smell a human in here
yeah
woah
who wants to talk to the pеople
invisible monsters and dеmons
giving us speeches
preaching and teaching
paying no heat
cause we don′t believe em
they talk about power and freedom
roses and peaches
the problem is all that you need
solution is out of the reach
futures has already peaked
sh-t
the future’s been
the future′s been al- uh
sh-t
aye
future’s been already
future’s already been seen
broken in pieces
we all in for heathens
all in for heathens
the future is
chodu jo mastak ki seema
na dekha hoga tune mujhsa kamina
aankhein kholi maine peena
aisi zindagi kyu jeena?
mujh jaiso ki baaton pe dhyaan dein aap
do parchay thama doon samaan ke saath
kamaate hain paisa insaan ke bhaao
jo kehte hum rehte bhagwaan ke paas
applaud for the show ′fore i drop the curtains
skin the —– ——– put him up for purchase
why you claiming victim when you are the culprit
talk about it and you sound suspect
i′m not bluffing
fake believe that you about something
crashing on couches, you amount to nothing
solution i’ve founds perfect
saans chale tez, karo gati kam
khelta tu jisse, hai bhosadi ke mera mann
khol du jo apne vichaar, ab na dush-t
ye pran kho ke milta main yati ban
aunga main roz tere sapno mein
dekhe ga tu mujhe apne apno mein
aati meri boo tere kapdon se
rakhta hoon parhez main toh jhagdon se
kya hota hai dhyaan? kyu ghusa hua main p-rn mein?
aankhein ye niyantrit, kaabu mein mere phone ke
jaadu mein vishwaas na rahe
kyu sansaar ki jaanch ab ye insaan na kare
insaan hi insaan ka ab khaatma kare
kyu aisa lagta bhagwaan utna paas na rahe
toh kaise ab khud ka hum saamna karein?
mera dost apne boss se hai prarthna kare
aur sab sochein iss duniya mein aap kya karein
baatein sabko karni hain
par sunne ko koi tayyar nahi
rishte bohoton se banaye
par unn rishton mein pyar nahi
khushi mein sab saath hain
par dukh ka saathi kaun hai?
sab bol rahe hain
lekin dil sabke maun hain
dusron ki kamiyan bade shauk se ginwaate hain
par apne girebaan mein jhaankna bhool jaate hain
har chehre par hasi hai, lekin aankhein udaas hain
aasmaan ki taraf aise badhe
ki aaj zami bhi humse naraaz hai
seerat nahi dekhte uski
jiski soorat nahi bhaati
itno ke dil tod kar bhi
maathe par ek shikan nahi aati
dusro ko neecha kheechne
na jaane kahan tak gir rahe hain
apni duniya ke yahan sab bhagwaan bane phir rahe hain
badalte zamane ke saath log aise aage badhe hain
ki aaj hazaaron ki bheed mein sab akele khade hain

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...