letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de din - the western ghats

Loading...

din, din main dekhun,sham tak
magar raat baaki hai

chaahun
chaahun mein…
khud se dur jaana main
magar , hmm
apni baat baaki hai

khaali dil hai mera khaali hai zubaan
khaali baaton ki kya koi hain wajaah
kho g-ye jo din woh kyu main dhundhta ?
kyun sochta ..?

haan kaash kaash hota yeh
ke aaj, aaj hota yeh
yeh pal, yeh pal mera tha kal
haan kaash aaj hota yeh

haan kaash kaash hota yeh
ke aaj, aaj hota yeh
yeh pal, yeh pal mera tha kal
haan kaash aaj hota yeh

in, in baaton ko zubaan
mein bayaan, kyu kiya ?
ilzaam baaki hai
chaahun
chaahun mein
inko bhul jaana main
magar , hmm
kirdaar kaafi hain

khaali dil hai mera khaali hai zubaan
khaali baaton ki kya koi hai wajaah
kho g-ye jo din woh kyun main dhundhta?kyu sochta..?

haan kaash, kaash hota yeh
ke aaj, aaj hota yeh
yeh pal, yeh pal mera tha kal
haan kaash aaj hota yeh

haan kaash kaash hota yeh
ke aaj, aaj hota yeh
yeh pal, yeh pal mera tha kal
haan kaash aaj hota yeh

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...