letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de high hu main aaj - the kronik 969

Loading...

jaanleva meri aadatein
high hu main aaj kahunga wo kahaavatein
high hu main aaj karunga main sharaaratein
high hu main aaj banunga main ek laaltein
high hu main aaj

hip hop tera shauk hai hai meri zindagi
dus saal se hai meri dillagi
chhod thodi kam tu jab kahe k!lling it
bol mein rakh dum tu jab lage spitting it
jeb mein na paisa tere tu kahe winning it
samajh tere kuch ni ata tu kahe digging it
jale mere kaam se sale hoja raakh
dua hai bhagwaan se tu ab hoga khaakh
reh liya sharaafat se or ab ye jana maine
bhoot tum ho laato ke ye ab maana maine
help sabko chahiye karni kisene nahi
kamayi honi chahiye mehnat karni nahi

jaanleva meri aadatein
high hu main aaj kahunga wo kahaavatein
high hu main aaj karunga main sharaaratein
high hu main aaj banunga main ek laaltein
high hu main aaj

yaad mujhe sare din jab tu saath tha
jhooth tere sare gin jab mera haath tha
bhaagna nahi asaan na koi raasta
sach jaise jel teri gavaah khilaaf ka
judge main hu nahi tera wo hai parmatma
fark tujhe jab padega jab hoga khaatma
nabs teri dheemi hogi jab hoga saamna
waqt bhi na dega sath tu meri baat maan
chaal zara seedhi kar ya chal tu ramp pe
share kar ya na kar gana tu bas rehn de
bole ye awaazein mujhse jo kahe kehn de
karta ja tu jo hai karna tu apna chain dekh
bolu main jo mujhe karna na koi vehm hai
kare tere gane share tu soche fan hai
madad teri kari maine par ab wo time ni
galtio se seekhta hu ye koi fine ni

jaanleva meri aadatein
high hu main aaj kahunga wo kahaavatein
high hu main aaj karunga main sharaaratein
high hu main aaj banunga main ek laaltein
high hu main aaj

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...