letra de tum hi aana - tennebreck
Loading...
tere jaane ka gam
aur na aane ka gam
phir zamaane ka gam
kya karein?
raah dekhe nazar
raat bhar jaag kar
par teri to khabar na mile
bahot aayi g-yi yaadein
magar iss baar tum hi aana
iraade fir se jaane ke nahi laana
tum hi aana
meri dehleez se hokar
bahaarein jab gujarti hai
yahan kya dhup kya saawan
hawayein bhi barashti hai
hume puchhon kya hota hai
bina dil ke jiye jaana
bahot aayi g-yi yaadein
magar iss baar tum hi aana
oh ooo..
koyi to raah woh hogi
jo mere ghar ko aati hai
karo peechha sada unn ka
suno kya kehna chaahti hai
tum aaoge mujhe milne
khabar ye bhi tum hi laana
bahot aayi g-yi yaadein
magar is baar tum hi aana
marjaavaan..
read full lyrics at ilyricshub: https://www.ilyricshub.com/tum-hi-aana-marjaavaan/
letras aleatórias
- lydia ainsworth › letra de cake - lydia ainsworth
- nexus opera › letra de dreams fade away - nexus opera
- neutro shorty › letra de lo siento por ti - neutro shorty
- babyred › letra de 12h đêm - babyred
- robb bank › letra de bangout freestyle (perc 10mg) - robb bank$
- mahesh mahadev › letra de pranamya shirasa devam - mahesh mahadev
- linton › letra de talkie - linton
- stoneduck › letra de damn - stoneduck
- zaydagawd › letra de ties - zaydagawd
- jxw ahiyjah › letra de panama - jxw ahiyjah