letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de barishon mein - teeen

Loading...

barishon mein
hum bhi tum bhi kheltey, bheeg-y
ab jiya nahi jaye na
tanhayi mein
hum bhi tum bhi roye rahay
muskuraya jaye na
hai khushi ka yeh samaa, mere yaar
roshni ayegi, bulayegi yahan
kitnay khoonoun ki sazaa
mujhse jiya nahi jaye na

muskurahat teri sanson mein bassi
woh lamha mera, yaadon mein bassa
soch hai teri, hai meri
kahaniyaan
mujhse jiya nahi jaye na
hai khushi ka yeh samaa, mere yaar
roshni ayegi, bulayegi yahan
kitnay khoonoun ki sazaa
mujhse jiya nahi jaye na

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...