letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de ranjishein - talha qasim ft. bakar rehan

Loading...

yeh kese ranjishein hain
jo jeenay na deti hain
ajab si bay basi hai
udasi ki ghari hai

with beat:
yeh kese ranjishein hain
jo jeenay na detin
ajab si bay basi hai
udasi ki ghari
aray tum kia jano mery dil pay hai kia guzri
aray tum kia jano meri ratein hain kesay katin
mai tujh ko chahta tha
mai tujh pay marta tha
tum nay toh zakham zakham pay de kar hai maar dia

rap lyrics:
andhera pasand me banda alag
me dekhta hun chehray rooz badaltay rang
shaam ati hai rooz phir likhta mein ghum
me peeta hun rooz nahi hotay wo kam
mere seenay me himmat, abhi bhi hai dam
me aas paas bhatakta shero me kam kam me qala kay piyason ko pilata zam zam
me ana paraston ko karta hun dum shum
me dekhta hun aainay me apna hi aks
phir puchu me khudsay k kon hai ye shaks
me cheekhta, chillata, ab rehta hun saada
na karta me daawa, na karta dikhawa, mene thokron se seekha nai torna koi waada, me qasmay nai khata tu qasman nu khaa jaa
me ghar bhi nai jata, na kisi ko satata
me kash pe kash lga kr bs dhuaan urata
(dhuan uraata)
yeh kese ranjishein hain
jo jeenay na detin
ajab si bay basi hai
udasi ki ghari
aray tum kia jano mery dil pay hai kia guzri
aray tum kia jano meri ratein hain kesay katin
mai tujh ko chahta tha
mai tujh pay marta tha
kyun tum nay mujh ko aesy pal pal tarpa diya

music

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...