letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de sikka - sunny k

Loading...

[intro : sunny k]

yeah, tha sunny k
up in this

uparwala meherbaan toh, banda pehlwan

you know what time it is
yeah, huh

[verse 1: sunny k]

kal the jo anjaan, jaan g-ye aaj mere baare
sunny k, pukarte saare
aagaaz, kuch nahi se aaj bahot kuch
jaan se zaada, mujhe chahne wale ye pyaare
par kai jalne wale, phirte hain maare maare
lagane ko ye saare, meri zabaan pe taale
par mansoobon pe pher unke paani maine
kadame badayi karke nakaami unke hawaale
khud mein hi aib, aur check karte hain doojon ko
sadko pe dene seekh, mujhko lete hain rok
kaala, liye dil bante sikhane wala
dene chale hain mujhko, ye asoolon ke hawaala
par parwah na ki kabhi
maine ye baatein soch
kitne hain chahne wale
kitne dete hain dosh
tha roz, khayal yahi ki manzil milega
apna bhi sikka chalega

[hook : sunny k]

hoga saara zamana, deewana, dekh lena
shamil, sabki zabaan pe, fasana dekh lena
mana aaj hai khota, hota koi na kaqar
kal par, apna bhi sikka chalega dekh lena. (x2)

(w/ cut & scratch)
ek din
aayega zaroor
apna bhi sikka chalega
apna bhi dekh lena

[verse 2: sunny k]

yaadein aur baatein
taaza din ho ya raatein
baante the kitno ne dukh
kitno ne ki mushkilatein
bankar raho mein mere kaante
aur khamoshi thi khawabo ke charo paase
aaj ye, mujhse hote saare rubaroo
keh diye purane baatein , saare ab ja tu bhool
kaise saari baatein main yun du bhula
kehte the khota sikka, aur mujhko sadko ki dhul
par aaj
sabki zabaan pe charche mere baare
maujood har gulliyon mein aaj
mere kai chahne wale
par kam, mere aaj apne hain sang
dekh meri kalakaari, wo saare ke saare dang
maine, khoon pasine sa bahaya hai
jeetna mujhe meri haar ne sikhaya
khayi dhokre par rakhi aas waqt badlega
apna bhi sikka chalega. (dekh lena)

[hook : sunny k]

hoga saara zamana. deewana, dekh lena
shamil, sabki zabaan pe, fasana dekh lena
mana aaj hai khota, hota koi na kaqar
kal par, apna bhi sikka chalega dekh lena. (x2)

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...