letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de pehli barsaat - sir gamma

Loading...

raat thi, barsaat thi
raat thi, barsaat thi
aur thandi hawa chalne lagi

kuch ho g-ya, dil kho g-ya
kuch ho g-ya, dil kho g-ya
jab yaad teri aane lagi

adhoori khwaish ki baat hai
kar de puri darkhwast ye
mausam b-rs-ga kal ye fir
hoga jab tu saath mein
ishq ki pehli barsaat hai
tanha bheege hum aaj hai
boondo ka bhi sawaal hai
kyu tu na mere paas hai

is khushbu mein teri yaad hai
is khushbu mein teri yaad hai
sirf doori teri mere paas hai

palko pe aayi barsaat hai
palko pe aayi barsaat hai
jinme baate tere hi khwab hai
adhoori khwaish ki baat hai
kar de puri darkhwast ye
mausam b-rs-ga kal ye fir
hoga jab tu saath mein

ishq ki pehli barsaat hai
tanha bheege hum aaj hai
boondo ka bhi sawaal hai
kyu tu na mere paas hai

teri uljhi uljhi baatein
chup chup kar mulaqatein
teri uljhi uljhi baatein
chup chup kar mulaqatein
in bheegi bheegi raato mein
tadpaati teri yaadein
haa… haa… haa… ha…
na na na na na

na na na na na..

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...