letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de taaziir - shivam sonni

Loading...

alag kagaar par aake mai khada
apno se zyada dushmano ka saga
maine bhuladi woh saari hai kasme
jinme kaha tha tu mera hai saga
tarifey sunta na sunta buraiya
ache se zyada ab burey mein maza
maa ko ghumani thi duniya yeh saari
duniya ghumati ab leti hai maza
paiso se zyada lutadi hai khushiyaan
paise kamaane mein maza na raha
tumhe kyun jaanna mere ab baare
mai toh kabhi bhi safal hi na raha
kabar hai raah aur goom gulishtan
tamas ka raja bas tamas hi raha
abhi nadaan tum samjhoge baad mein
maine jo kaha woh asal hai jaande
dhyan de

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...