letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de dilhara || official music video || swagger sharma - shivam sharma

Loading...

(dil akela ye tha thkela ab na raha ye awara
ik jhalak mein hi the falak pe ye ud raha hai banjara) x2

is dhadkan ki raftar kyun ye badh gyi
kyun nazron se war tu ye kar gyi
ye kaise haal mein tere jaal mein fas gya ye bechara
na kadar raha na sabar raha na raha koi chara

dilhara mein to ho gya tujhpe mara
manhoos sa ye manjar bhi lage ab dil ko pyara
dilhara mein to ho gya tujhpe mara
ik baar mein jee nahi bharta mein dekhu tujhko dobara
ho duniya ki ab khabar nhin muhko to ab sabar nhin
chod ke duniyadari teri galiyan ghumun main
logon ki ab fikar nahin dekhun tujhko mein har khin
tere chakkar mein jaane kitne chehere choomun

tere sapno ko mеin bhulun..
doston ki galiyan bhi sunun
meri nazar se nazren milakе ik baar karde ishara
tere haath mein ab baat sari mujhe de de koi ishara

dilhara mein to ho gya tujhpe mara
manhoos sa ye manjar bhi lage ab dil ko pyara
dilhara mein to ho gya tujhpe mara
ik baar mein jee nahi bharta mein dekhu tujhko dobara

ho mujko jo tu yun mil gya mera sab kuch badal gya
teri akhon mein hi ab saari duniya dekhun main
ye kaisa pyaar hai bhla jisko koi naam na mila
sapnon ki hai duniya kab tak sala bhatkun main

nazron ki tu hi tu hai manzil
in sason mein ho gyi tu shamil
mein bekhbar tha is dil lagi se teri adaon ne mara
mere raha na mujme kuch bhi tera ho gya sara

dilhara mein to ho gya tujhpe mara
manhoos sa ye manjar bhi lage ab dil ko pyara
dilhara mein to ho gya tujhpe mara
ik baar mein jee nahi bharta mein dekhu tujhko dobara

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...