letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de zindagi - sharaf qaisar band

Loading...

sharaf qaisar band – zindagi

[hook]
tu meri zindagi,tu jaaney na
tu meri aashiqui,tu jaaney na
tu jaaney na, tu jaaney na
tu jaaney na, tu jaaney na

[verse 1: j.j]
zindagi toh jee raha magar nahin main zinda nahin
khata teri hazaar phir bhi tu sharminda nahin
purani batain jo kholun toh raat beet jaaye
lekin kiya karoun burai koi teri main ginta nahin
saath itna meray chal key
kia paya sab badal key
duniya rangeen sari aur hum jeetay pal pal jal key
jaisey lamhey aaj kal key
khuwab meray sab kuchal key
aur bolay tu bhool jao yeh baatain sab halkey halkey
jungle main ghoom raha pani ki piyaas main
kho baitha khud ko main teri talaash main
meri ana lai doobi aur teri sab khatayain
aaj dekha dono alag kuch na raha haath main
jeenay ki wajja aur dhoondti phiri zindagi
main khush to bohat magar phir bhi na milay khushi
kia sey kia hua ab kahan main aur tu
yaar jab pyar bana ishq hua mamnoo

[hook]
tu meri zindagi,tu jaaney na
tu meri aashiqui,tu jaaney na
tu jaaney na, tu jaaney na
tu jaaney na, tu jaaney na

[verse 2: sh-g]
sitting in the jungle, reminiscing ’bout life
he was just a dreamer, only dreaming ’bout life
deep in his mind, the world was steaming on by
tumbleweeds on the road, reeling down life
she was just a name with a body and a soul
looking for someone to have and to hold
a sparkle of warmth in a world thats so cold
we all need love thats the story we’ve been told
in a bed full of roses, where the pillow is the th-rn
i lie in her wait with my memories alone
if loving was so wrong, why the feeling is so strong?
made a h-ll up in heaven, just to belong…

[hook 2]
teray bina, jo haal mera
karun rab sey dua na ho ishq main haal tera
mujh ko to, ab teri kasam
mera dil chahey har ghari, har pal saath tera

tu meri zindagi,tu jaaney na
tu meri aashiqui,tu jaaney na
tu jaaney na, tu jaaney na
tu jaaney na, tu jaaney na

(c) www.fb.com/sqbmusic

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...