letra de suno na - shaan
dil ne tum ko chun liya hai
tum bhi usko chuno na
khwaab koi dekhta hai
tum bhi sapne buno na
dil ne tum ko chun liya hai
tum bhi usko chuno na
khwaab koi dekhta hai
tum bhi sapne buno na
dil yeh mera tumse kuch keh raha hai
suno na
dil yeh mera tumse kuch keh raha hai
suno na
dil ne tum ko chun liya hai
tum bhi usko chuno na
khwaab koi dekhta hai
tum bhi sapne buno na
dil yeh mera tumse kuch keh raha hai
suno na
dil yeh mera tumse kuch keh raha hai
suno na
darr ho kar bhi darr tum nahin ho
paas ho lekin paas kyon nahin ho
darr ho kar bhi darr tum nahin ho
paas ho lekin paas kyon nahin ho
tanha tanha samay mehki mehki hawa
keh raha hai jahan jo suno na
dil ne tum ko chun liya hai
tum bhi usko chuno na
khwaab koi dekhta hai
tum bhi sapne buno na
dil yeh mera tumse kuch keh raha hai
suno na
dil yeh mera tumse kuch keh raha hai
suno na
dekhlo mausam kitna suhana hai
pyaar karne ka yeh to ek bahana hai
dekhlo mausam kitna suhana hai
pyaar karne ka yeh to ek bahana hai
muskurati fiza gungunati hawa
kehraha hai jahan jo suno na
dil ne tum ko chun liya hai
tum bhi usko chuno na
khwaab koi dekhta hai
tum bhi saapne buno na
dil yeh mera tumse kuch keh raha hai
suno na
dil yeh mera tumse kuch keh raha hai
suno na suno na
letras aleatórias
- conjunto corona › letra de mentol erecção - conjunto corona
- smile dk › letra de smile - smile.dk
- tiga maine › letra de delela - tiga maine
- walking hearts › letra de too fast for a broken heart - walking hearts
- zifsi › letra de plomb - zifsi
- youngboy never broke again › letra de what love is - youngboy never broke again
- maullify › letra de everything aloud - maullify
- mud jpn › letra de drive way - mud (jpn)
- zuzu › letra de endlessly yours - zuzu
- clever hopes › letra de artefact - clever hopes