letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de meri jaan - sarvpreet singh

Loading...

meri jaan meri jaan
baahon mein mujhe de panah
kya hua mujhse gunaah
meri jaan meri jaan…

tujhe dil mein basaya
tera khawab sajaya
tune mujhko rulaya meri jaan…
tu bhi aaja ab kahin se
jiya lage na kahin pe
tera gham mere seene mein meri jaan…
meri jaan meri jaan
baahon mein mujhe de panah
kya hua mujhse gunaah
meri jaan meri jaan…

deedar tu dede, pyar tu dede
rabba main maangu tujhse yaar tu dede
mera bharam rakh, mujhpe karam rakh
mere toote sapnon ko saar tu dede

tujhe dil mein basaya
tera khawab sajaya
tune mujhko rulaya meri jaan…
tu bhi aaja ab kahin se
jiya lage na kahin pe
tera gham mere seene mein meri jaan…
meri jaan meri jaan
baahon mein mujhe de panah
kya hua mujhse gunaah
meri jaan meri jaan…
aarzu hai meri un hasin aakhon mein
doobke main ho jau fanah
dil kehta hai us bewafa ka
lena na phir kabhi tu naam…

meri jaan meri jaan
baahon mein mujhe de panah
kya hua mujhse gunaah
meri jaan meri jaan…

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...