letra de humko aaj kal hain - sailaab movie
uljhi hai yeh kis chaal mein tu
hai aaj kal kis haal mein tu
uljhi hai yeh kis chaal mein tu
hai aaj kal kis haal mein tu
humko aaj kal hai intezaar
koyi aaye leke pyaar
humko aaj kal hai intezaar
koyi aaye leke pyaar
yeh roop hai kyon thamka
yeh rang hai kyon chamka
yeh saans teri mehki hai kyon
yeh masti hai jo chhalki
yeh chunri hai jo dhalki
yeh chaal teri behki hai kyon
yeh roop hai kyon thamka
yeh rang hai kyon chamka
yeh saans teri mehki hai kyon
yeh masti hai jo chhalki
yeh chunri hai jo dhalki
yeh chaal teri behki hai kyon
humko aaj kal hai intezaar
koyi aaye leke pyaar
humko aaj kal hai intezaar
koyi aaye leke pyaar
kyon aag se hai jalwe
kyon shog tere mann mein
tu aise machalti hai kyon
hai kaisa nasha chhaaya
misne tumhe mehkaaya
tu girti sambhalti hai kyon
kyon aag se hai jalwe
kyon shog tere mann mein
tu aise machalti hai kyon
hai kaisa nasha chhaaya
misne tumhe mehkaaya
tu girti sambhalti hai kyon
humko aaj kal hai intezaar
koyi aaye leke pyaar
humko aaj kal hai intezaar
koyi aaye leke pyaar
kyon mehka hai yeh gajhra
kya kehta hai yeh gajhra
tu sapnon mein khoyi hai kyon
bechain hain kyon naina
kyon khoya tune chaina
na jaagi na soyi hai kyon
kyon mehka hai yeh gajhra
kya kehta hai yeh gajhra
tu sapnon mein khoyi hai kyon
bechain hain kyon naina
kyon khoya tune chaina
na jaagi na soyi hai kyon
humko aaj kal hai intezaar
koyi aaye leke pyaar
humko aaj kal hai intezaar
koyi aaye leke pyaar
koyi aaya, dekho aaya, aa gaya
aa gaya woh aa gaya
aa gaya woh aa gaya
letras aleatórias
- ski mask the slump god › letra de child's play - ski mask the slump god
- subsonic eye › letra de stranded - subsonic eye
- echos › letra de saints - echos
- zoe › letra de aztlán - zoé
- abba › letra de fernando (live) - abba
- farah farhanah › letra de tak mahu - farah farhanah
- conan osiris › letra de nada nada nada nada - conan osíris
- verbal assault › letra de running - verbal assault
- тимати timati › letra de i'm on you - тимати (timati)
- manny fresh › letra de you feel me? - manny fresh