letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de naalayak - rv vegeta

Loading...

[intro]
(phone ringing)
h-llo ravi kahan hai
time pata hai kya ho rha hai
beta tu kya kar raha hai
kaha jara hai life me
tujhe kuch pata bhi hai
aur tujhe farak padra hai ki tu kahan jaara hai
jaldi aa

[chorus]
mujhe farak hi ni padra mai kahan jaara hun
mile log saath unhe dost me bnara hun
leke jao sab mujhe khushi ki talash hai
maa baap mere khush mera chota sa ye khwab hai

mujhe farak hi ni padra mai kahan jaara hun
mile log saath unhe dost me bnara hun
leke jao sab mujhe khushi ki talash hai
maa baap mere khush mera chota sa ye khwab hai

[verse 1]
haan mai naalayak aur mujhe is baat ka bhi gam nahi hai
gaane dete chills bahar tum dekho thund nahi hai
jeetna jaroori nahi chote ye jeevan jung nahi hai
zindagi pe mai hun high nashe se koi kam nahi hai
tham g-yi hai saanse aur dhadkan bhi ab ye ruk si g-yi
jo kiya ya tumhe nazar sharam se jhook si g-yi
uss din dekha tha kisi or ke saath tumhe toh
maa kasam meri saala f–k si g-yi

haan, rishte bolta nahi ye mai nibhata hun
agar jeevan race hai toh isme ni bhaagta hun
mujhe khana chaiye aur de do ek bistar sone ko
faaltu ke zindagi me kalesh nahi paalta hun

[chorus]
mujhe farak hi ni padra mai kahan jaara hun
mile log saath unhe dost me bnara hun
leke jao sab mujhe khushi ki talash hai
maa baap mere khush mera chota sa ye khwab hai

[verse 2]
samay ye ret chhote haath se nikal jaayega
thoda sa ruk tu beta bhaag ke kidhar jaayega
sakhti me rehne ka fayda nahi hai koi
kyun aaj nahi toh kal tera bhai zakir bhi pinghal jaayega

arsh tu rakh mujhe daksh ki talaash hai
disha meri mehb00b mujhe laksh se ni pyaar hai
jaan tun leke dekh tera bhai toh taiyaar hai
par jo maangi tune jaan tujhe ghanta mujhse pyaar hai
[pre-chorus]
jo bhi jisne maanga use deta jaara hun
baahe khuli zindagi ko mai gale laga raha hun
faaltu ki bhasad se bhai mujhko rakho dur
kyun ki bjre waala vegeta abhi ni uthna chahra hai

[chorus]
mujhe farak hi ni padra mai kahan jaara hun
mile log saath unhe dost me bnara hun
leke jao sab mujhe khushi ki talash hai
maa baap mere khush mera chota sa ye khwab hai

mujhe farak hi ni padra mai kahan jaara hun
mujhe farak hi ni padra mai kahan jaara hun
mujhe farak hi ni padra mai kahan jaara hun
aakhir mujhe farak kyun ni padra mai kahan jaara hun

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...