letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de zikar - roshan tanha

Loading...

lyrics:

hook: (roshan tanha)

dil aj bhi soche
kya hun mein ban chuka
apney sunate baatein
baatein mein sun chuka
jo nhi banna tha kabhi
wo larka ban chuka
darna nhi tha kabhi
ab khudse hun mein darr chuka (2x)
verse 1: (roshan tanha)

kitab hun main ek purani
beshak hun adhoori sahi
kehne ko to jee raha
par ati mujhko saans nhi
khara akela sehra mein
tangein meri kaampti
ice pee k betha hun
jaag rha yeh raat bhi

bharosa kiya apno pe
apno ne bichaye jaal bhi
apno ne hi tha dil tora
apno ne cheeli khaal bhi
lekin kya karun muhabbat thi
yaad ati uski aj bhi

bori band garda
gardo pe idher daam lagey
tab jo the khaas mere
ab mujhko aam lagey
muqbar the kuch apne hi
gardo k peche apno k bhi to daam lagey

darta hun mein khudse ab
maut se lagta darr nahi
bhatka na hun jispe
aisa koi darr nahi
dekh chuka dhokey itne
dhoko se lagta hai darr nahi
marr chuka 5 saal pehle ka
mehsoos hoti hai rooh nahi
verse 2: (taimoor bhatti)

tera zikar mere laboo pe ab sada rahay
tera mera sath ho to dunya sari dafa rahay
moot to aani ha main khara intazaar main hu
tu chahay mili nai par wafaa meri sadaa rahay

tu jo udaas ha to aja mjse baat kar
sara tu btaday tu mjse na ab raaz rakh
ya phir ye kehdar kay main ho gya hu aam sa
jo tere dil main tha kabi thora khaas sa

zikar karu tera kalam meri rukay kese
para kis azaab main ye rolay mere mukay kese
aaj bhi hu khara besahara yaad main
tu aaj bhi ha pehlay baki dunya baad main

ye kese loog mje dunya walay jeenay na dain
main hu nashai mje akal walay pene na dain
dete gyaan mje bura bhala jantay hain
ye sach jan k jhootay ko khuda maantay hain

main to fani hu bas zikar mere yar ka
wo mje milli nai to jeena kis bat ka
tera sahara leke jiye mene saal bees
teri khawaish main gawai mene har cheez
hook: (roshan tanha)

dil aj bhi soche
kya hun mein ban chuka
apney sunate baatein
baatein mein saari sun chuka
jo nhi banna tha kabhi
ab wo larka ban chuka
darna nhi tha kabhi
ab khudse hun mein darr chuka (2x)

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...