letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de dark side - rock king

Loading...

zindagi mai kabhi khona kabhi pana chahiye
mai toh bolun hakk se mujhsa koi diwana nahi hai
sabhi bolte hai paisa bhi kamana chahiye
kamaun kaise mujhe kaam bhi toh aana chahiye

haa apna dinn suruaat karun shabdon se
ye duniya coffin mujhe kaid kare kabjon se
lage bhaar jimmedariyaan jab kandon pai
chalna nahi aasan underground lekar kando pai

records tode humne todi koochh haddiyaan bhi
leti halke mai aaj kal ki bachhiyaan bhi
trend ke naam pai rozz dekhun backchodi nayi
kachha badam se mahke aaj kal instagram ki galiyaan bhi

abhi nahi khatam koochh kahna aur baki hai
diss bana rap muh pai aati gali maa ki hai
kalakaar bo jo kooch naya kare try tabhi
sabd bane pair ye kalam bani baishakhi hai

nochun aatma ko khokhle jaswaat karun
mai bolun muh pai baki pichhe na koi baat
shouk hai lakhon jimmedariyaan bhi kandho pai
jaha par tum rukte mai bahi se suruaat karun

maine dekha hai ujada sitara bhi
jeeta zindagi se zindagi se hara bhi
logo ki soch se tezz aaj paisa chale
tabhi liya hai maine kalam ka sahara bhi

aatma nochti hai zism mujhe kaatta hai
sukh mai sath sabhi dukh mai haa sath kya hai
patthar se pattha gissa paida sali aag hui
jhounk diya khud maine samjha na bo raaz kya hai
pen ki nok zindagi ki hai lakir bani
mujhko hai pata meri kaisi hai takdeer bani
khushiyan hai door khadi nazaren churaye mujhse
aashun bane dohe aasha sant kabeer bani

aakhon se aashun gire mout jab kala ki ho
dikhe sabb dhundhla dhundhla fark jab pata na ho
banu mai bo mujhe yaad ye kare duniya
marke ho jaun amar bajah bass ye kala hi ho

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...