letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de warm-up - rj khan

Loading...

[intro]
music mera baj g-ya (aye)
aawam meri ban g-yi
op mai hun already (rj)
workout hona baki hai (take two)

music mera baj g-ya bas loud hona baki hai
aawam meri ban g-yi ab crowd hona baki hai
op mai hun already bas scout hona baki hai
warm-up tha ye chhote workout hona baki hai

khush mummy pehle se bas proud hona baki hai
vapour ke mai form me ab cloud hona baki hai
teri kahi baat pe tujhe doubt hona baki hai
warm-up tha ye chhote workout hona baki hai

[verse 1]
vo bolein, “ek number rap karte ho mere bhai
bas quality badha lo fir macha doge tabahi
accha ye to bata do ki kaisi chal rahi kamayi
bada flat baja rahe bass karo thoda high

karo fast-fast rap, aur daalo cap
fir swag me dab, aur lago fab
10-12 abs chupate aib
book karo cab to fitness lab
kya bakchodi, nahi karna fap?
badha do gap, lo vpn app
now take a nap, and dream of lakh
so what you have? a file in wav

ye barkat-ghurbat vaali harkat
markad nahi le jana mar kar
nahi kuch sikhati hai
rulati hai, tod deti sabhar

magar dagar dikhti agar
asar ho raha hustle par
to khushi laa de shakal par
chal safal hokar nakal kar”

relationships? (are nahi)
koi nasha? (kare nahi)
future kaisa? (dare nahi)
bina wajah… (lade nahi)

tukdon pe ye…(pale nahi)
launde piche? (khade nahi)
diss kisi ko? (kare nahi)
abe aise log… (chalein nahi)

[chorus]
zid se mai aaya tha, safar abhi baki hai
rooh haami bharti, kasar abhi baki hai
ek-ek aansu ka asar abhi baki hai
lahu mera khaule, par sabhar abhi baki hai
zid se mai aaya tha, safar abhi baki hai
rooh haami bharti, kasar abhi baki hai
ek-ek aansu ka asar abhi baki hai
lahu mera khaule, par sabhar abhi baki hai (f–koff)

[verse 2]
accha man liya jo bhi tumne bola bilkul sahi hai
par kasam se bolta mera goal vaisa nahi hai
har lamha khud se meri ladai hoti nayi hai
saath dein do-chaar, gyaan dene vaalein kayi hain

khair utna mind mai karta nahi par
khaali jeb akharta nahi par
mehnat pe koi parda nahi sir
dudh ka karz utarta nahi

dislikes aate koi harza nahi par
thokar bin koi chalta nahi sir
dukh-dard mujhko khalta nahi
ghar de pata mai kharcha nahi par

darta nahi nahi par, karta din bhar
mehnat bhi aur sajda bhi sir
ladta bhi aur padhta bhi
ek lauta ladka ghar ka bhi sir
barsa mai, kyun kadka nahi par?
chadh na pata, hat ta nahi par
karta, dharta, bharta yahi par
karne do aaj charcha jee bhar

wada mera (kalam se)
likhun khud ke (karam se)
hindustani (dharam se)
mai ghurbat me bhi (charam pe)

milo mere (marham se)
bharat maa ke (alam se)
puchein launde (sharam se)
kyun ho jate ho? (garam be)

[chorus]
zid se mai aaya tha, safar abhi baki hai
rooh haami bharti, kasar abhi baki hai
ek-ek aansu ka asar abhi baki hai
lahu mera khaule, par sabhar abhi baki hai

zid se mai aaya tha, safar abhi baki hai
rooh haami bharti, kasar abhi baki hai
ek-ek aansu ka asar abhi baki hai
lahu mera khaule, par sabhar abhi baki hai

[verse 3]
shukrana bheje maula ko, ki bhukha nahi sota hai
ek bebas se gareeb ki gareebi pe dil rota hai
nikalta aksar sona jo naseeb lage khota hai
anjam uska awwal hota, aagaz jiska chhota hai

jab sota hai, tu khota hai
to karle ab bhi mauka hai
anokha hai, fir no kaahe?
deta khud ko kyun dhokha hai?

ye jo paaye, rich hota hai
talent bhai, sab lautaye
ab laut aaye, ya maut aaye
ye aakhiri ball pe chauka hai

picture abhi (baki hai)
ye to sirf ek (jhaanki hai)
dua sang me (maa ki hai)
is jung ke liye (haan ki hai)

tehzib ye (zuban ki hai)
kalam meri (khaaki hai)
sacchai (bayan ki hai)
tu garuda to mai (rocky hai)

[chorus]
zid se mai aaya tha, safar abhi baki hai
rooh haami bharti, kasar abhi baki hai
ek-ek aansu ka asar abhi baki hai
lahu mera khaule, par sabhar abhi baki hai

zid se mai aaya tha, safar abhi baki hai
rooh haami bharti, kasar abhi baki hai
ek-ek aansu ka asar abhi baki hai
lahu mera khaule, par sabhar abhi baki hai

[outro]
(music mera baj g-ya)
(aawam meri ban g-yi)
(op mai hun already)
(warm-up tha ya chhote)

the name is rj! (music mera baj g-ya)
(aawam meri ban g-yi)
(op mai hun already)
(warm-up tha ya chhote workout hona baki hai)

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...