letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de sitamghar - rj khan

Loading...

[intro]
ah!

(it’s rj)

chhod g-ya mera haath thaam ke
chhod g-ya sab kuchh vo jaan ke
chutthe vaade do jahan ke
chhod g-ya mujhe rab bhi maan ke

saara zamana mujhko gyaan de
saara zamana mujhpe dhyaan de
hum uske hote ayaan the
saara zamana ye bayaan de

[pre-chorus]
dil mein chupa rakkha hai tujhko maine aaj bhi
badal g-yi kyun hai teri baaton ki saadgi

[chorus]
narazgi khatam kar
itna na tu sitam kar
banna na tu sitamghar
thoda mujhpe tu rehem kar

narazgi khatam kar
itna na tu sitam kar
banna na tu sitamghar
thoda mujhpe tu rehem kar
(rehem kar, rehem kar)

(it’s rj)

[verse]
khuda ka tujhko vaasta, vaapas aaja mere yaar
lamhon me na tu tod yun, janmon-janmon ka pyaar

khuda ka tujhko vaasta, vaapas aaja mere yaar
lamhon me na tu tod yun, janmon-janmon ka pyaar

[pre-chorus]
acchi nahi duniya me koi bhi mohtajgi
badal g-yi kyun hai teri baaton ki saadgi

[chorus]
narazgi khatam kar
itna na tu sitam kar
banna na tu sitamghar
thoda mujhpe tu rehem kar

narazgi khatam kar
itna na tu sitam kar
banna na tu sitamghar
thoda mujhpe tu rehem kar
(it’s rj)

(ah!)

[rap]
yaar mera, ab pyaar mera
intezar tera dil kar raha
aitbar tera, izhaar tera
ab yaad mera dil kar raha

chal thik hai ye to sadiyon se dastoor hai
par isme mere ishq ka na kusoor hai
dil mera to teri marzi ke aage hai majboor
kissa mera aur mere yaar ka to
bacchon me mashoor hai

suroor hai tera maahi mere to sar pe sawar
duniyadari samajh g-yi par ishq mein hun gawar
matlab se chalta aaj bhi ye kaliyug ka sansaar
par jannat ka hakdar rahega tera mera pyaar

yaad aata hai tera saath
aisi thi kuch teri baat
zakhmi ho g-ye mere jazbaat
chalti hun ab ho g-yi raat
rj likhta nahi hai khaas
par tagde hote uske alfaaz
teri yaad aaye mere jabaaz
ab aa bhi ja na mere paas

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...