letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de ek galti - rj khan

Loading...

[intro]
(it’s rj)
(shivai)
(d freakerz)

[chorus]
haan ho g-yi galti mujhse, mai jaanta hoon
par ab bhi tujhe mai apni jaan maanta hoon
ek aakhiri mauka de mujhe
aaj bhi mai tujhe apni shaan maanta hoon

(shaan maanta hoon)

[verse 1]
sirf saansein hi to baaki hai
jab teri yaad aati hai
yaad me teri
saath ye bhi chhod jaati hai

galti to sabse hoti hai
galti mujhse bhi ho g-yi
ab maaf bhi karde mujhe
kyun dur itna ho g-yi?

ek galti ke liye
tu kyun saath chhod g-yi?
tu kyun muh mod g-yi?
tu kyun benishan sa
nishan chhod g-yi tu
[chorus]
haan ho g-yi galti mujhse, mai jaanta hoon
par ab bhi tujhe mai apni jaan maanta hoon
ek aakhiri mauka de mujhe
aaj bhi mai tujhe apni shaan maanta hoon

(it’s rj)

[rap]
tu samajh na paayi
kya meri tanhayi
sirf ek galti ke liye
itni rusvaayi

kyun bana harjaayi?
is waqt mera saayi
pyaar ki kasam bhi
kaam na aayi

pehli baar jo tujhe dekha tha, mujhe ab bhi yaad hai
par dekh khuda ki kudrat, ab tu na mere saath hai
vahi baat hai
ab bhi mere pyaar me, jo tujhe dikhti nahi
ab maaf bhi karde mujhko, mohabbat kahin bikti nahi

tu apno se bhi apna tha
apna bhi ek sapna tha
koi baat buri lagti thi nahi
bas pyaar ka naam hi j-pna tha
saara ye sansaar
jhutha hai aur makkar
kahin nahi milega
tujhe rj jaisa pyaar

(maan bhi jaa naa yaar)

[chorus]
haan ho g-yi galti mujhse, mai jaanta hoon
par ab bhi tujhe mai apni jaan maanta hoon
ek aakhiri mauka de mujhe
aaj bhi mai tujhe apni shaan maanta hoon

[outro]
shaan maanta hoon
shaan maanta hoon
shaan maanta hoon
shaan maanta hoon

(it’s rj)

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...