letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de judgement day - risshy

Loading...

akhiri din iss duniya main
akhiri rooh hai iss duniya main
kya dhundu main iss dharti pe
dharti pe sab tehas nehes hai
ghar beghar sab darbadar
uglate lave jalte seher
jalte hai mitti jalte hai jungle
basar ho kaise darbadar
faisle ka din hai faisle ki ghadi
khuda bhagwan ishwar ki ghadi
paap punye ka sab hisab
manav jati ka sab hisab
hoga aaj iss kayamat ke din
qayamat manzar hai nyay ke din
aag pani mitti hawa
bharmad dekhega aaj ka din
qayamat ka din hai qayamat ki raat hai
insaniyat ka sin hai qayamat ki raat hai

bharamd main failega kitna rooh
kitni awaazen kitna rakh bharu
dharti jalegi kitni sadi
iss aag ko main kaise bujhau
kapti dharti aur kapti rooh
sunami samundar bhi rubaru
manzar kitne hai tudke bikhre
mera jaisa na dikhe koi hubabu
banaya ghar aur bana diya nark
banaya nark aur bana diya batar
behete behete sab beheke
khuda leta hisab usse bhi batar
jalti hai lashе dekhti hai rooh
jalti hai j-sm chalti hai luh
qayamat khuda ka likha hua
qayanat se phir basegi rooh

qayamat ka din hai qayamat ki raat hai
insaniyat ka sin hai qayamat ki raat hai

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...