letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de bad days - rana muzic

Loading...

[intro]

(yeah rana)

haan

haan

le sun

[rap verse :- 1 rana muzic]

haan ab aaya main baad main
ab sabke saath main
bure the waqt
aur bure halaat the
par chinta na kisi ka
team hai saath main
faad main dunga
jo tere iraade hai
wadoon se krke
irrade kroon majboot
maa ki kasam khake
boloon main kholoon main
vo unke raaz
jinhone diya na mera saath
bhaag teri kya aukaat mere aage
mujhe dekh rapper saare chot kha g-ye
dakhal dene waloon karta ilaaz main
jaise bhichda hua raaz main
abe raat ko tere haath main dedoon
khaas rhega toh saath main dedoon
dhyaan se sun jo baat main kehdoon
tu jaha se aaya hai wahi tujhe bhejoon
bhejoon … bhejoon … bhejoon .. bhejoon …

[chorus :- rana muzic]
aaya main aaya main
aaya main aaya main
baad main baad main
aaya main aaya main
aaya main aaya main
bure halaat the

aaya main aaya main
aaya main aaya main
baad main baad main
aaya main aaya main
aaya main aaya main
bure halaat the
aaya main aaya main
aaya main aaya main
ab sabke saath main

[rap verse :- 2 rana muzic]

kaafi samay beet g-ya
apno ko jaanneien main
kaun sahi kaun galat
ye pehchanne main
abhi bhi akela
pehle bhi akela tha
kanoon mai lead
aur gaane kanoon main
chooth g-yi padhayi meri
zimmedaari kandhoon pe
sahi nahi raasta
tabhi toh galat dhandoon pe
kya krta kya kroon kya nahi
koi samjhane walla mere
pass tha nahi
haan
paa nahi jabtak main
manjil ko lunga
tu keh toh sahi
main baad main kahunga
main faaltu ki baatein
ab na sahunga
batoon hi batoon
main mai teri lunga
bahut time baad aaya
tabahi toh aayegi
tu soch meri soch
ab kya kya layegi
kaun deta pyaar aur
kaun deta dhoka
mere labzoon main dekh
behta hai raqt
kalam hai haath main
likhta mai sach
bura tha luck
mera khota naseeb
badla hai waqt
aur bana main ajeeb
jo maine hai chaha
vo mere kreeb
[chorus :-rana muzic]

aaya main aaya main
aaya main aaya main
baad main baad main
aaya main aaya main
aaya main aaya main
bure halaat the
aaya main aaya main
aaya main aaya main
ab sabke saath main -2

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...