letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de manawan - raiyat

Loading...

[verse 1]
pyaas dil mein basi
uss sanam kay liye
humsafar ne yuhi
faasle chun liye

teri tasveer aise hai dil mein basi
dhadkane sab meri naam tere hui
iss kadar pyaar ki aag mein main rahu
jal bhi jaun mohabbat mitey na meri

[chorus]
ki main tenu ae manawan dil todi na
ya main naina nu manawan kay tu rowi na
ki main tenu ae manawan dil todi na
ya main naina nu manawan kay tu rowi na

[verse 2]
kaisa sama yeh, ki saare gham ko, milna mujhi se hi tha
meri mohabbat, ki ye dastan hai, j-sme bichhadna likha

ab laut aa mere oh humnawa
teri kami bann na jaye saza
dooba tere pyaar mein iss kadar
tu har janam jaise mera hua

[chorus]
ki main tenu ae manawan dil todi na
ya main naina nu manawan kay tu rowi na
ki main tenu ae manawan dil todi na
ya main naina nu manawan kay tu rowi na

[outro]
teri tasveer aise hai dil mein basi
dhadkane sab meri naam tere hui
iss kadar pyaar ki aag mein main rahu
jal bhi jaun mohabbat mitey na meri

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...