letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de khula aasman - punit singh

Loading...

inn raaton mein ik chipi jaan bhi toh hai
kya kahein na kahein inmein
haan, naam bhi toh hai
main sochta hoon jahan,
tera naam lein
haan gum hoon main
aur dil bhi yeh badnaam hi toh hai

toh yeh raat, isse khone do na
jo baat, usse hone do na
woh khushi, gham ki ghadi nahi hai
har zameen ko aasmaan ki kami hai
wahan jahan, gehrayi ho teri baatein
chhupi ho jaise, peeche muskaati

tu naaa na na na na na na na…

inn subah ho mein, fir naya
kaam bhi toh hai
lo ghul g-yi, jo cheeni yeh
jaam hi toh hai

main sochta hoon jahan
tera naam lein
mayoos hoon, aur dil bhi yeh
pareshaan bhi toh hai
toh yeh din,
isse khone do na
thodaaa, mujhe rone do na
hasunga phir,
mere hone pe
ab beej hoon khada main,
main hi kone mein

main naaa na na na na na na na…

inn shaamon mein ik chipi shaam bhi toh hai,
haan hum yahan, tum wahan,
paigaam bhi toh hai
tu dekhta hoga na, vo saaf asmaan
jahan sapne hai, khwahishein,
wahan kaam bhi toh hai

meri jaaaan, maafi, de de tu aaja
main ghum g-ya tha, tu, hi hai mera khwaja

haan haan haa naaa na na na na na na na…

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...