letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de ninety six - prkhr

Loading...

girl’s voice :

we were 13 years old when we would walk down the street and had men look from our feet to our face and we’d listen as they completely replaced our identity from human to object

girl’s voice:

we were spanked by the boys at our school,but it was cool because it just meant we had nice bodies and they rated our bodies on a scale from one to ten and if you were a ten,you would learn to spend your days hеaring whistles,purring and “d-mn,girl”
because if you wеre a d-mn girl then that meant you weren’t a d-mn girl at all,you were just a toy labelled “do whatever you want to me even though i don’t agree”

verse:

15 minute,10 ka hota rape aur ek ka report
j-smese aadho ka case kbhi aata na in the court
thulle yeh ghooskhorr,paiso se band hote inki hooth
maa roti apne bache ke liye toh kbhi bachi maa ke liye
f-ck wordplays,mai utha raha awaaz unn saare parivaar ke liye
jo aaj khamosh kyunki cheeni gyi inki awaaz
inki aulaad,inka pyaar inka sab kuch
paanch dinn rota pura desh aur dekh aaj kaise sab khush
“bhai ab yeh beeti baat aur hua na hamare saath so let’s move”
pr aaj bhi hua hai kisika rape and it’s true
voh dekhta na gender,rape still gets you
logo ke liye yeh do dinn ka issue
jo g-ya h dard se,put yourself in those shoe
voh bhaagi usse darr ke,locked herself in her washroom
dua kare voh rabb se ki uske saath hi kyu
call kiya ghar pe but he heard the volume
toda usne darvaza while she managed to pick up a broom
but the l-st was so huge,uski maa ne sunne sirf cheeke aur cheeke
voh kehti g-yi nahi bs ek hi umeed me
pr voh rukka na till she bleed death

ek aur mashoom in the casket
do these b-st-rds get to the point of regret?
or they complete flaskët?
flashback to the days of hip hop
duniya itni barbaad ab,yeh likhte ni jhaat ab
mujhe hoti laalat, scene yeh sirf ek laash ab
jab aata hai niraash waqt toh rehta ni koi paas tab
“jis ladki ka hua rape,haan uski hi toh galti
ladko ke saath sara dinn ghumme voh toh ussi me magan thi
fhir maa baap ko bole yeh ladki aapse na shambhli
sirf khoon ka hota hai bhai ”
pr aaj toh rakhi baand ke bhi kuch na bach saki
voh apne ghar me hi dhass chuki
fhass chuki,janam leke uss parivaar me
kisi ki nuss dabi madat dene vale ki car me
kisi ki drink me ghb jab aayi thi voh bar me
aur kitni hongi jo kabhi aayi hi na akhbaar me azaad apna desh pr azaadi ke na koi paas hai

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...