letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de dasht-ba-dasht (radio edit) - parvaaz

Loading...

kharij hai dastaan goiyan
kharij hai zakhm-o-zar ki sada
mujhe ilm kyun nahi kya hua
kyun hadh se badh g-ya hai fansla

mil bhi ja, jazba-e-jaan
ho na ho, fani ye qaraar

kharij hain koshishen, chaar rah
kharij hain honsley, dum yahan
mujhe khauf kyun hai har shai mila
kyun har koi hai jaise sun yahan

mil bhi ja, jazba-e-jaan
ho na ho, fani ye qaraar

sunle, kahin jane pe na ghum ho mayar
yun na ho, naazon se na ghum ho sayyaah

mil bhi ja, dil ka alam zauq
sun bhi ja, phir na bezaar ho

kharij hai maut ki ye saza
kharij hai kibr ka payadan
mujhe ilm kyun nahi hai kya hua
kyun shor-o-gul hai jaise fun yahan

mil bhi ja, jazba-e-jaan
ho na ho, fani ye qaraar

mil bhi ja, jazba-e-jaan
ho na ho, ye baad-baan

mil bhi ja, jazba-e-jaan
ho na ho, dil ka alam zauq

yi shaam, yi raat, yi soz, yi saaz

farid, (mai kis gali ka hoon maawarah)
shareikh, (tum sab kahaan ka ho qaafilah)
fakir, (kyun har koi hai jaise sun yahaan)
mureed (mai dasht-ba-dasht jaise phir raha)

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...