letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de rok sakta - parv music

Loading...

[chorus]
kya khud ko rok sakta ek baar
kya tujhko khoj sakta ek baar
ek baar tujhko chune de
ab hoon main roz marta ek baar

kya khud ko rok sakta ek baar
kya tujhko khoj sakta ek baar
ek baar tujhko chune de
ab hoon main roz marta ek baar

[verse]
socha ki ganeemat hogi
teri meri baatein ab hai seemat hog-yi
bani hui deewarein ab hain deemakon si
main hota bepanah ameer agar in aasuon ki keemat hoti

dekho main kayar reh g-ya
kal ko jo tha pakka ab woh shayad reh g-ya
ab mujh mein nahi raha
likhta tere baare mein jo woh shayar reh g-ya

main shayad keh g-ya ya ab bhi hoon ghutan mein hi
tu mere aas paas hai par tere hum nahi
kisi se dil laga sakoon hai itna dum nahi
aur tum se dil laga sakoon, yeh mera bas nahi
kuch aise hain halaat ban g-ye
hum kal the tumhaare ab hain past ban g-ye
hum garv the tumhaare ab hain raaz ban g-ye
hum parv the tumhaare ab bas itna de bata

[chorus]
kya khud ko rok sakta ek baar
kya tujhko khoj sakta ek baar
ek baar tujhko chune de
ab hoon main roz marta ek baar

kya khud ko rok sakta ek baar
kya tujhko khoj sakta ek baar
ek baar tujhko chune de
ab hoon main roz marta ek baar

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...