letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de zimmedari - music pm

Loading...

6 saal ho chuke hai likhte ghiste rasto me
chala hu fir bhi saanse bhi full chuki shabdo se
tab bhi ruka na kyoki zimedaari ka bhoj
ab tak na hua bhaari mere nazuk se kando pe

jabhi abhi tak me hasmukh sab sahi
tabhi gaane he banau jo zinda mujh me kavi
jo de mujhe har baar har jeene ki vo chah
laiken rehe darr kahi ye kavi jaye na tham kabhi

vo, zimedario mein, ghar ke hissedario mein
paisa jo ahem hissa banata rishte yaario mein, kahi jaye na chooth mere kadmo ki pakad in zimedario se gina jaunga me bhi tab jo nakamio mein

jabhi rehta mujhe darr
in baato ka har samay kab tak zinda safar
jo mein likh ke talashta laiken kahe dil
aasma chune se pehle katt jayenge tere parr (haan)

“zimedariya”
kya kabhil banke jo nibha paunga usse me bhi
“zimedariya”
ya kabil banne se pehle kho dunga khud ko me bhi (x4)

mere jaise aur bhi hai jinko aana hai aage baaki
laiken, halat e samay de noch junoon sapne sathi
fir bhi unki jaari soch aasma ko chune jo
manzil ko paynge banake chah saath he

jabhi unke jaisa me bhi baitha aas me
jo layegi chamak mehnat he badegi shaan se
laiken kahe kalam bhokhe na moko ke ham
tabhi such ek roz milke phochenge chand pe

kyoki vo zimedaariya apni khushi se badelgi
halat ghar ke kameyabi se vo chamkegi
vo, hogi khushi cehra jab chamkega aaine me
jab zimedariya himmat ka bhar samjhegi

tabhi 6 saal die hai maine is seekh ko
ya kehlo is soch ko jo boya is beej ko
jabhi abhi tak mera safar hai jaari
or aage bhi rahega kyoki kho chuka mein neend ko

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...