letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de maze mein - mc snub

Loading...

hook 1:
haan, mujhe khud mein tum rehne do, main jaisa hun main jahaan hun main sahi
mujhe khud mein tum rehne do, main jaisa hun main sahi hai

chorus:
main sahi hun, maze mein, aye
zindagi halke mein le
main khud se baatein hun kar rahaa
main maze mein maze tu mein, aye!
main maze mein maze mein maze mein, main maze mein maze mein, aye

verse:
main sahi hun maze mein, aye
zindagi halke mein le
main khud se baatein hun kar rahaa
enjoying my company, aye

maine saalo se ragdi hai, lekin ab mere maze ki baari hai
f-ck this duniyadari, i’m taking your cousin to date, (haha)
d-mn! it is a wonderful day
k!llin your dawgs,like i’m underwood, aye
samay laga banne fasal ko khet
lekin yeh kar rahe hain hustle ko fake
kyunki yeh bathe hain akal ko bech (hehe)

ohh, hummein acha waqt toh bitaana hai, hummein kamaani befikri
aye, denaa naa koi bahaana hai
marzi se jeeni hai zindagi
breakdown:
ab aane do kal ko, jaane do darr ko, rakho sirhaane pe sir ko
khone ko kuch naa hai, par paane ko sab, kamaane ko pal do
ab aane do kal ko, jaane do darr ko, rakho sirhaane pe sir ko
dhaago ko kaato, azaad ho tum, jo karna chahte ho, kar lo

hook 1:
haan, mujhe khud mein tum rehne do, main jaisa hun main jahaan hun main sahi
mujhe khud mein tum rehne do, main jaisa hun main sahi hai

chorus:
main sahi hun, maze mein, aye
zindagi halke mein le
main khud se baatein hun kar rahaa
main maze mein maze tu mein, aye!
main maze mein maze mein maze mein, main maze mein maze mein, aye

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...