letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de jaane do - mc jeet

Loading...

[dedicated to all the m—- out there]
jisko jahaan jaana hai
dil ko tum jeene ke
na roko zara khud ko
aray bhaad mein wo jaayein saale
jisko jahaan jaana hai, usko jaane do
dil ko tum jeene ke aur bahaane do
na roko zara khud ko muskuraane do
aray bhaad mein wo jaayein saale bante shyaane jo
jisko jahaan jaana hai, usko jaane do
dil ko tum jeene ke aur bahaane do
na roko zara khud ko muskuraane do
aray bhaad mein wo jaayein saale bante shyaane jo
dil bola dil lagaale, main bola abhi nahi
main aaj jeeta hun, kal ka socha abhi nahi
hum dikhte nahi hain par likhte sahi
hum beat pe kabse hain, khaali chhote abhi nahi
kisi ke jaane pe na kiya maine gham
main vicharon ka bhandar par, bhaavnayein hain kam
maine sikha ka se kaagaz aur ka se kalam
usi kalam se mai karta hun gham ka sir kalam
koi kehta kartе raho aur kehta hai dheet koi
main likhta rehta hun mujhe bhalе mile na beta koi
sab nasht hai, tumhe kya pata kya peeda, kya kasth hai
jaan na hi dard to sune mera at–t koi
maine jyada baante the, jitne kamaaye the
ek hee thaali mein hum dono yaar khaaye the
aaja sikha dun zindagi ke bade kaayede
aaj milate haath aur kal uthaate faayede
jisko jahaan jaana hai, usko jaane do
dil ko tum jeene ke aur bahaane do
na roko zara khud ko muskuraane do
aray bhaad mein wo jaayein saale bante shyaane jo
jisko jahaan jaana hai, usko jaane do
dil ko tum jeene ke aur bahaane do
na roko zara khud ko muskuraane do
aray bhaad mein wo jaayein saale bante shyaane jo
jeene ke maine inke dekhe tareeke
ye paise ko poojein bhosdk
main sikha-baitha apne maa-baap se
bano pyaar ke bas bhookhe, kya hum hee ajeeb the?
ye mithe zabaan ke, character se feeke
wo dosti ke laayak, kabhi hee nahi the
main bhaanp leta unko aisi parvarish nahi thi
to dhokhe diye tumne, chal kuchh to seekhe
main din-bhar baitha-baitha kabhi-kabhi sochta
kya jo bhi hua usme, mera dosh tha?
maine rakkha upar sabse haan, insaan ko
par insaan hee insaan ko hai yahaan nochta
par insaaniyat hai zinda kuchh logon ke bharose
sachchaa pyaar karne waale bharein ghaav aur kharochein
baaki logon ke liye, i feel d-mn sorry
jab bhaad mein wo jaayein, na unko koi roke
jisko jahaan jaana hai, usko jaane do
dil ko tum jeene ke aur bahaane do
na roko zara khud ko muskuraane do
aray bhaad mein wo jaayein saale bante shyaane jo
jisko jahaan jaana hai, usko jaane do
dil ko tum jeene ke aur bahaane do
na roko zara khud ko muskuraane do
aray bhaad mein wo jaayein saale bante shyaane jo
jisko jahaan jaana hai, usko jaane do
dil ko tum jeene ke aur bahaane do
na roko zara khud ko muskuraane do
aray bhaad mein wo jaayein saale bante shyaane jo
jisko jahaan jaana hai, usko jaane do
dil ko tum jeene ke aur bahaane do
na roko zara khud ko muskuraane do
aray bhaad mein wo jaayein saale bante shyaane jo
[outro]

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...