letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de tere bina - lxwkey

Loading...

tere binax4

tere bina
kyun hai jeena
mujhko yahan

khoya hu yahan
tu hai kahan
main bhatka yahan

waapas tu aa
mujhe na bhula
kahi se
toh poori hogi ye dua
choda maine hai yeh jagg ye jahaan
khamoshiyan bhi karti bayaan
mera ghar hai kahan
khudi se khafa
yuhi lapata

kahan hai khuda
tere bina
tere bina
tere bina
tere bina kahan hu main

kuch toh hua hai
dekhu main taare yuhi
jaane main kyun
aankh sadko pe hi khada
main shayad khone laga hu
aisa hota nahi tha
toh ab kyun yeh horha hai
pata nahi kyun sab kuch alag sa hi lagne laga hai

tere bina na lage jiya-2
tu hai kaha yeh nahi pata
tere bina
o zaalima
main jaaun kahan
tere bina

main jaaun kahan

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...