letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de tu kahe toh - luminair

Loading...

[verse 1]
inn hawaon jaisa
ab main beh raha hoon
nahi kaha jo pehle
woh ab main keh raha hoon

inn hawaon jaisa
ab main beh raha hoon
nahi kaha jo pehle
woh ab main keh raha hoon

[pre-chorus]
teri nazar ka
hua asar hai
hoon ab khud hi se
main bekhabar

[chorus]
tu kahe toh aa abhi
woh kaagazi
lamhon ko jee lein zara
hoon wahin main aaj bhi
teri narazgi ko
hothon se pee loon bata

tu kahe toh aa abhi
woh kaagazi
lamhon ko jee lein zara
hoon wahin main aaj bhi
teri narazgi ko
hothon se pee loon bata
[verse 2]
har baaton mein meri
tera hi zikra hai
tuta tera hai dil bhi
par tujhko na fikar hai

[pre-chorus]
teri khamoshiyan
deti aawaaz hai
kheech laaye mujhe
tere paas
kyun hai tu dard mein
yaadon ke karz mein
haan muskura bhi de
ek baar

[chorus]
tu kahe toh aa abhi
woh kaagazi
lamhon ko jee lein zara
hoon wahin main aaj bhi
teri narazgi ko
hothon se pee loon bata

tu kahe toh aa abhi
woh kaagazi
lamhon ko jee lein zara
hoon wahin main aaj bhi
teri narazgi ko
hothon se pee loon bata

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...