letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de aate jaate, hanste gaate - lata mangeshkar

Loading...

aate jaate, hanste gaate
socha tha maine man mein kai baar
woh pehli nazar, halka sa asar
karta hai kyun is dil ko bekaraar?
ruk ke chalna, chalke rukna
na jaane tumhe hai kiska intezaar?
tera woh yakin kahin main to nahin
lagta hai yehi kyon mujhko baar baar?
yehi sach hai, shayad maine pyar kiya
aate jaate, hanste gaate
socha tha maine man mein kai baar
hothon ki kali, kuch aur khili
yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyaar
tum kaun ho? batla to do
kyun karne lagi maein tum pe aitbaar
khamosh rahun ya main keh doon
ya karlu maein chupke se yeh sweekar?
yehi sach hai, shayad maine pyar kiya
haan haan tum se, maine pyar kiya

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...