letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de saanson ke - krishnakumar kunnath

Loading...

saanson ke kisi ek mod par
mili thi tu zindagi
meri dost bann ke

chal diya teri baat maan kar
tera haath thaam kar
tujhe saathi chhunke

main kis manzil ka rahi hoon
tu kin raahon pe layi hai
samajh paun na main tujhko
naa tu mujhko

jo na-manzoor hai mujhko
wohi manzoor hai tujhko
samajh paun na main tujhko
naa tu mujhko

jo le liya tha tune faisla
zameen pe aasmaan mein rakh diya
main chhaon mein lapete dhoop ko
kaha jo tune kehna kar diya

chala main apni manzil ko
ja tu bhi laut ja ghar ko
samajh paun na main tujhko
naa tu mujhko

jo na-manzoor hai mujhko
wohi manzoor hai tujhko
samajh paun na main tujhko
naa tu mujhko

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...