letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de na ja tu - king

Loading...

[intro]
naaaaa
naaaaa
i don’t wanna run away (naaa)
i don’t wanna miss you babe but
i can’t help myself
i’m loosing you
tell me what to do nahh
ek dusre ko jaante hum
itna to kar hi sakti hai tu
mujhko moka de
chahe dhoka de
bas
[chorus]
yun naa jaa tu
naa jaa tu
tere bina main dhoondta
khudko hi bas
main khoya hun

yun naa jaa tu
naa jaa tu
tere bina main dhoondta
khudko hi bas
main khoya hun

[verse 1]
tu lagti shama si thi
jeene ki vajah si thi
ek din yun hi jal uthi
main soch mein tha padh g-ya ke
jaane kya khata hui (khata hui)
ya yuhi bewafa hui (bewafa hui)
ya dil se khel ne ka shoq tha tujhe padh g-ya
ab toota sa bikhra sa ghoomun main raaton mein
asmaan dekha taare barbaad ho g-ye
hum the napaak ho g-ye
saare gande kaamon mein haath ho g-ye
pyaar ki safedi se saaf the
kyu dhoke ki laali se laal ho g-ye
hum the napaak ho g-ye
mеri chot dekh dard bhi maaf ho g-ye
yuh tum peecha na karo
mujhko ab jaane do
theek ho jaunga main
fir sе aunga main
aisi baatein na karo
jinse dil dukhta hai
jab theek ho jaunga main
tujhko bataunga main kyu
marta hun
teri ek chhoti si muskaan bhi ab dekhne ko
tarsa hun
main kyun
karta hun saari ye baatein taki
sun le tu main kehdu bass
[chorus]
yun naa jaa tu
naa jaa tu
tere bina main dhoondta
khudko hi bas
main khoya hun

yun naa jaa tu
naa jaa tu
main khoya hun
main khoya hun

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...