letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de casanova - king (ind)

Loading...

[intro: king]
you already know what it is?
king is in the building!

[chorus: king]
kabhi fir na milein
na aap shikwa karein
zamana bole casanova
ab jana hum kya karein?

kabhi fir na milein
na aap shikwa karein
zamana bole casanova
ab jana hum kya karein?

[verse 1: king]
i never break a heart ye cheezein mujhpe nahi jachti
oo baby i never play that part, tu kya hi nikaalegi galti
main tere saamne fir tere peeche kyun ilzaamon ki kashti
main kyun hi churaaunga jeetne mein jab der nahi lagti
kehti dil ye mera tha seene mein jab raat
ko soyi thi
shayad tu hai vo jiski vajah se baad me royi thi
pata hi na chala tujhse pyaar ho g-ya!
darwaza dekhti rahi intezaar ho g-ya!
[chorus: king]
kabhi fir na milein
na aap shikwa karein
zamana bole casanova
ab jana hum kya karеin?

[verse 2: rahul sathu]
tum kehti kehti thi
pyaar na karengе hum
maine bola tha kho dunga tujhko to dhoondhega tera sanam!
teri galti hui
ese bichhde hum
tune khel ke tode usool
ab na rakhna koi bharam
in hothon mein band baatein teri meri
raaz na kahi khul jaaye!
kisi raste milo tum kabhi ek duje ko dekhke hass jayein
aur ghuzro tum saamne aage ko badh jao peeche fir mudna nahi
zamana ye padhlega nazron ki baatein humari
main tujhse bas kehna yahi..

[chorus: king]
jo kabhi hum na milein
na aap shikwa karein
zamana bole casanova
ab jana hum kya karein?
kabhi fir na mile
na aap shikwa karein
zamana bole casanova
ab jana hum kya karein?

[outro]
casanova
casanova!

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...