letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de 16 - keepsake

Loading...

intro

khwabo se khudko roshan karti ye aag
andhero se ladti sambhalti ye aag
kehkashaon se milti jalti ye aag
ulkao si chamakti badti ye aag

verse 1

bhuja nahi sakte kyonki paani meri taraf hai
jo karte hain mehnat ek aur kahani meri taraf se
koi gaana nahi ye hai shabashi meri taraf se
toh khade ho jao saare muskurao
humne paar karli dikkate laakho, ummide na kho
ek din nikalo apne liye aur unper haso
jo kehte the hamare bas ki kuch nahi hai
humne seekh li hai zindgi, seekhe kuch nahi hai woh

hook

sadke hain kaafi sab per logo ka shor hai
laakho hain munh aur baatien carore hain
woh toh rokenge hi, har ek mod per
kyonki sabke ander basa hua ek chor hai

maine kaha

sadke hain kaafi sab per logo ka shor hai
laakho hain munh aur baatien carore hain
woh toh rokenge hi, har ek mod per
kyonki sabke ander basa hua ek chor hai

verse 2

sunane ke liye, mere paas hain kahani laakh
har rapper se behter samjhen, main hun kahanikaar
isiliye sab lage alag sa batane
mat pucho kaisa hun main bas suno mere gaane
mat pucho mujhse ki main kitna hun famous, keepsake
mat pucho mujhse ki kamata hun kitna paise, sangeet se
jawaab dunga bilkul nahi
kyoni dono sawalo ka jawaab hi hai bilkul nahi
nahi chahiye koi super star treatment
sharaab nahi peeni hun theek main
rehena pasand karta hun hosh mein
meri baatien samjhen se pehele sochlen
thoda, kisne kya kisko
bola, mujhko kya parwah
hoga, kya mera aage
roz haan, main dekhun sapne
kyon na? hum saath chale
toh kya, jo log bole
kehne do hasne do inko pagal hain saare

hook

sadke hain kaafi sab per logo ka shor hai
laakho hain munh aur baatien carore hain
woh toh rokenge hi, har ek mod per
kyonki sabke ander basa hua ek chor hai

maine kaha

sadke hain kaafi sab per logo ka shor hai
laakho hain munh aur baatien carore hain
woh toh rokenge hi, har ek mod per
kyonki sabke ander basa hua ek chor hai

outro
main 16 saal ki umer se apne sapno ke piche bhaag raha hun
kitne kehete hain ki
khuli aankho se sapne mat dekho
per main ismein vishwaas nahi rakhta
main kehta hun ke
jo cheez tumko pasand hai
usko apna b-n-lo
pehele muhe bhi ye filmy baatien lagti thi
jo mujhe chahiye tha mujhe mil g-ya
maine mehnat kari aur mil g-ya
aur ye sirf shuruwaat hai
prabuddh 2013

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...